Stolen Mobile Phone

Block your SIM & Report Lost Mobile

Please see the procedure to Block your SIM and Report your lost / stolen Mobile Phone.

Block your SIM:
  • If mobile is lost/stolen, call your mobile company Helpline
  • They will ask your Name, CNIC No., Date of Birth, etc.
  • Now company will block the SIM of your Mobile
Find IMEI Numbers of your Mobile:
  • IMEI (International Mobile Equip.Identity) has 15 or 17 digits
  • Please dial *#06# on your mobile. You will find your IMEI number
  • If mobile has two SIMs, you will find two IMEI numbers
  • IMEI numbers are also printed on packaging box of your mobile
Report your Lost / Stolen Mobile:
  • CPLC (City Police Liaison Committee) helps for this purpose
  • If mobile is lost / stolen, please report on CPLC Helplines
  • Helplines (24/7) : 1102, 021-35662222 & 021-35682222
  • Give CPLC your mobile’s IMEI Nos. and other information
  • CPLC will block your mobile within 24 hours
  • CPLC will trace mobile. If mobile is found, they will send SMS
Status of your lost / stolen mobile:

To know status of your lost / stolen mobile, Click here

Helplines of Mobile Phone Companies:
  Call from your SIM Call from any Mobile or PTCL
Ufone 333 111-333-100
JAZZ (Mobilink) 111 111-300-300
Telenor 345 111-345-100
Warid 321 111-111-321
Zong 310 111-222-111
Useful Links:

DISCLAIMER: Information and procedures are collected from various websites and sources. The information on our website is not meant to be used for official purpose. Sometimes, in absence of timely updation, our information may be rather different from the data taken by us from websites/sources. Please share your experience, if any, on our email address pakguide.pk@gmail.com to help improve our data/guidance.


Similar Posts

60 Comments

  1. Assalam o alaikum
    Sir main apni sim *8822* code k zariye block Kar Raha hu toh last recharge ka pooch rahe Hain mujhe last recharge ka yad nhe hai toh last recharge ki detail kase nikal sakti hai

    1. Dear Mr.Raees,

      W.Salam … Jab bhi aap recharge kartay hain tau aap ki mobile company aap ko SMS karti hay. Aap apnay “messages” main jaa kar check karain tau aap ko last recharge ka message aur tafseel mil jaingay.

      Iskay ilawa, *8822* ki bajae aap apni mobile company ki franchise shop pay jaen. Woh log aap ka original CNIC dekh kar SIM ko block kar daingay.

      .
      Regards,
      PakGuide

      1. Assalam sir aaj rat 8 baje meri Wal diya se mobail iskech howa hai to sir meine comline likhwai thi help line par magar ghar walo se galti ye hogai hai un hone dosre mobail ke Dube ka ime num de diya hai jo ke ye ime number hai 356714271036747 ab sir is ko on kar ke ap is ko block kar de is mobail ka ime number ye hai 352669108066438 is mobail ka modal hai vgo tel i12 Mera Naam sir Mohammad naveed hai Mera nic 42301-1861256-5

        1. Dear Mr.Arsalan,

          Agar PTA kay zariye mobile band (Block) karwana ho tau:-

          (1) PTA kay toll-free No.0800-25625 pay shikayat(complain) kijiay
          (2) PTA kay iss email pay bhi shikayat kar saktay hain: imei@pta.gov.pk

          Agar CPLC kay numbers pay mobile band karwana ho tau:-

          (1) CPLC Ph.No.021-35662222
          (2) CPLC Ph.No.021-35682222
          (3) CPLC Helpline (24/7) : 1102

          .
          Regards,
          PakGuide

  2. Meri sim gum ho gayi hai aur woh sim koi aur use Kar Raha hai toh mujhe cnic k zarye woh sim block karni hai

    1. Dear Waseem Sahib,

      Aap foran apna original CNIC aur photocopy lay kar apni mobile company ki qareebi franchise shop pay jaen. Woh log aap ki SIM block kar daingay. Yeh kaam aap jald say jald karain taakeh aap ki SIM ka ghalat istemaal na ho sakay.

      Regards.
      PakGuide

        1. Dear Mr.Waseem Siyal,

          Aap uncle kay original Death Certificate aur CNIC lay kar mobile company ki franchise shop pay jaen. Woh log SIM ko block kar daingay. Behtar hoga keh uncle kay koi blood-relative yaani wife, beta yaa beti aap kay saath jaen aur woh apna original CNIC bhi lay kar jaen. Aap ka kaam hojaega aur InshaAllah koi problem nahi hogi.

          Regards.
          PakGuide

          1. Dear Mr.M.Naveed,

            Aap please dobara isi number pay call kijiay jahaan aap nay complain karwai thi. Unko bataa dain keh ghalti say aap nay IMEI number doosra likhwa diya tha. Woh log aap ka ghalat wala IMEI number hataa daingay aur iski jagah sahi (correct) wala IMEI number likh laingay. Phir woh log sahi walay IMEI number ko BLOCK kar daingay aur ghalat walay IMEI ko UNBLOCK kar daingay.

            Jo mobile snatch ho gaya hay ismay SIM bhi thi tau aap apni mobile company ki franchise shop pay jaa kar SIM ko block karwa dain. Original CNIC zaroor saath lay jaen. Franchise shop walay aap ko new SIM jaari kar daingay.

            .
            Thanks & regards,
            PakGuide

      1. Sir meri mobile gum ho gayi thi toh mane apki detail k mutabik block karwayi thi toh ab woh mobile mil gayi hai toh use unblock kase karna hoga

        1. Dear Sir,

          Agar aap nay mobile ko CPLC say block karwaya tha tau aap dobara CPLC ko call karain aur unblock ki darkhwast karain, woh log unblock kar daingay.

          Regards.
          PakGuide

          1. Hi dear meni apni iphone ko sim lost krwaya tha mgr ab mujhe mobile wapas mil ge h ap on krdo imi is iphone ka plzzzzz

          2. Dear Mr.Sohail Ali,

            Agar aap nay mobile lost honay par CPLC ko complain ki thi aur aap ka iPhone block kar diya gaya tha, tau aap dobara unko call kar lain. Woh log mobile aur IMEI ko dobara on kar daingay.

            Regards,
            PakGuide

      2. Is me sir sim bhi mojod thi jis ka number hai 03072474804 sir meharbani kar ke jo dosra ime number behja usse block kar de aur jo pehle behja usse on kar de

  3. My sim service band or call niii ata or sms Nii ata or Whatsapp cod Nii ata please unband my sim masla Hal karo please my personal number03233907805 is he number par Mera easy paise account hai os ki otp Nii a Rahe please masla Hal karo person l number please unband my sim service please

    1. Dear Iqrar Sahib,

      Aap nay jis mobile company say SIM purchase ki hay, isi company ki franchise shop say contact kijiay. Wohi aap ki SIM open/ unband kar saktay hain. Apna original CNIC bhi franchise waalon ko show karain. Thanks.

      Regards.
      PakGuide

    1. Dear Mr.Sabir Khan,

      Aap CPLC kay number pay call kar kay foran complain likhwa dain.

      (a) CPLC Ph.No.021-35662222
      (b) CPLC Ph.No.021-35682222
      (c) CPLC Helpline (24/7) : 1102

      CPLC aap kay mobile ko 24 ghantay kay andar BLOCK kar dega. Aam taur pay jab kabhi police kisi mobile-chor say mobiles baraamad karti hay tau police yeh mobiles CPLC ya PTA kay hawalay kar deti hay. Agar aap ka mobile bhi inn mobiles main mil gaya tau CPLC ya PTA aap ko message kar daingay kiyunkeh inkay paas aap ki shikayat (complain) mojood hogi.

      Agar CPLC aap ko mobile UNBLOCK rakhnay ki ijazat deta hay tau aap mobile unblock rakhain. CPLC aap ko guarantee nahi deta hay keh aap kay mobile ko TRACE karega. Lekin aksar auqaat woh trace kar bhi letay hain. Phir woh aap ko yaqeenan bata daingay.

      CPLC ko complain karnay kay baad mobile ki mojooda position (status) maloom karnay kay liay:-

      1) Kisi bhi mobile say 8484 pay chori-shuda mobile ka IMEI number send karain
      2) CPLC link pay IMEI daalain: https://complaints.cplc.org.pk/mobile_verification/
      3) PTA kay link pay IMEI type karain : https://dirbs.pta.gov.pk/index.php

      .
      Regards.
      PakGuide

    2. Sir sim block krwani hai 03244922779 but I am not in pakistan but this number is under my name pls guide me what I do

      1. Dear Mr.Faisal,

        Any of your blood-relative may go to any franchise shop of SIM’s company. Your relative should take the following documents:-

        1) Blood-relative’s original CNIC and its photocopy
        2) Your original CNIC or its photocopy
        3) Your SIM

        If there is no blood-relative in Pakistan, any of your friend can also go to franchise.

        With best wishes.
        PakGuide

  4. Salam mai hyderabad ka rehne wala hun mera cell phone karachi mai cant station sy nikl gaya hy vivo y20s uski kimat 32 hazar hy uska dabba mere pass hai kya recover ho skta hy

    1. Dear Mr.Nouman Lashari,

      W.Salam. Mobile kay dabbay (box) pay IMEI numbers mil jaingay. Aap CPLC kay kisi number pay call kijiay aur apni shikayat (complaint) darj karwa dijiay…..

      (a) CPLC Ph.No.021-35662222
      (b) CPLC Ph.No.021-35682222
      (c) CPLC Helpline (24/7) : 1102

      CPLC aap kay mobile ko 24 ghantay kay andar BLOCK kar dega. Aam taur pay jab kabhi police kisi mobile-chor say mobiles baraamad karti hay tau police yeh mobiles CPLC ya PTA kay hawalay kar deti hay. Agar aap ka mobile bhi inn mobiles main hoga tau CPLC ya PTA aap ko message kar daingay kiyunkeh inkay paas aap ki shikayat (complaint) mojood hogi.

      Agar CPLC aap ko mobile UNBLOCK rakhnay ki ijazat deta hay tau aap mobile unblock rakhain. CPLC aap ko guarantee nahi deta hay keh aap kay mobile ko TRACE karega. Lekin aksar auqaat woh trace kar bhi letay hain. Phir woh aap ko yaqeenan bata daingay.

      CPLC ko complaint karnay kay baad mobile ki mojooda position (status) maloom karnay kay liay:-

      1) Kisi bhi mobile say 8484 pay gum-shuda mobile ka IMEI number send karain
      2) CPLC link pay IMEI dalain: https://complaints.cplc.org.pk/mobile_verification/
      3) PTA kay link pay IMEI type karain : https://dirbs.pta.gov.pk/index.php

      .
      Regards.
      PakGuide

  5. Mar mobile chori howa thaa ab mil giya hai is ko unblock kana hai is Kay liya Kay karna part ga

    1. Dear Mr.Ghulamali,

      Aap dobara CPLC ko phone kijiay, woh unblock kar daingay:-

      (a) CPLC Ph.No.021-35662222
      (b) CPLC Ph.No.021-35682222
      (c) CPLC Helpline (24/7) : 1102

      Regards.
      PakGuide

  6. 357230100832338. IMI
    اسلام علیکم میرا موبائل چوری ہو گیا ہے کراچی سے کیا
    .
    واپس مل سکتا ہے
    03002091092

    1. Dear Mr.Sajid,

      Aap CPLC kay inn numbers pay call kar kay apna mobile LOCK karwa lain:-

      (a) CPLC Ph.No.021-35662222
      (b) CPLC Ph.No.021-35682222
      (c) CPLC Helpline (24/7) : 1102

      CPLC aap kay mobile ko 24 ghantay kay andar BLOCK kar dega. Jab kabhi police kisi mobile-chor say mobiles baraamad karti hay tau police yeh mobiles CPLC ya PTA kay hawalay kar deti hay. Agar aap ka mobile bhi inn mobiles main hoga tau CPLC ya PTA aap ko message kar daingay kiyunkeh inkay paas aap ki complain mojood hogi.

      Best regards.
      PakGuide

    1. Dear Mr.Zeeshan Khan,

      Iss number ko block karnay kay liay CPLC ko inkay numbers pay call kijiay:-

      (a) CPLC Ph.No.021-35662222
      (b) CPLC Ph.No.021-35682222
      (c) CPLC Helpline (24/7) : 1102

      CPLC aap kay mobile ko 24 ghantay kay andar BLOCK kar dega. Jab kabhi police kisi mobile-chor say mobiles baraamad karti hay tau police yeh mobiles CPLC ya PTA kay hawalay kar deti hay. Agar aap ka mobile bhi inn mobiles main hoga tau CPLC ya PTA aap ko message kar daingay kiyunkeh inkay paas aap ki complain mojood hogi.

      Regards.
      PakGuide

Comments are closed.